Sunday 22 July 2012

Ruk Jaa O Dil Diwaane Piano Notes

Ruk Jaa O Dil Diwaane From Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Ruk jaa o dil diwaane, puchoon to main zara
F F GA GF GFD#, F F G A G F F

Ladki hai ya hai jaadu, khushboo hai ya nasha
F F GA GF GFD#, F F G A G F F

Paas woh aaye to, choo ke main dekhoon zara
FC+C+ A#C+G, D#GA A#AG GA GFD#

Ruk jaa o dil diwaane, puchoon to main zara
F F GA GF GFD#, F F G A G F F

Dekhe woh idhar, hans ke bekhabar
A# AGA GF F, A# AGA G F F


Thamke dil hum, khade hain
GF D#FG, GAA#, A#C+A

Gumsum si nazar, uski hai magar
A# AGA GF F, A# AGA G F F

Hoton pe shikue, bade hain
GF D#FG, GAA#, A#C+A

Baat ban jaaye to, main baat chedoon zara
FC+C+ A#C+G, D#GA A#AG GA GFD#

Ruk jaa o dil diwaane, puchoon to main zara
F F GA GF GFD#, F F G A G F F

Ladki hai ya hai jaadu, khushboo hai ya nasha
F F GA GF GFD#, F F G A G F F

Paas woh aaye to, choo ke main dekhoon zara
FC+C+ A#C+G, D#GA A#AG GA GFD#

Ruk jaa o dil diwaane, puchoon to main zara
F F GA GF GFD#, F F G A G F F

Play the whole thing again for the second stanza

Paragraph 2: 

sharmaa woh gaye, ghabra woh gaye
Main ne jo usko, pukara
Yeh dil le liya, usne kar diya
Aankhon hi aankhon men, ishaara
Jaan bhi jaaye to, gum na karoon main zara

Paragraph 3: 

Maihfil main haseen, tu hi to nahin
Rooti tu kis liye, akheli
Jis pe yoon fida, yeh dil ho gaya
Woh to hai teri ik, saheli
Maan woh jaye to, bahon main le loon zara

No comments:

Post a Comment